Lehja uska jab beyrukhi ka qalam banta ha
Matt puch keh phir kitna zalam banta hai
Saray sataish-ay-suhan phir bhul jaty hain
Ranj-o-aztaraab ka phir khub alam banta hai
Mann mein talhi ka jab phir dard jagay
Dard bhi phir phir wo khub salam banta hai
Wo meri baat ka kuch bhi maan nehi rakhti
Batmeezi sy kahti hai keh ‘bra Balam banta hai,